Topic - - - - - - -
- What is Loops in java ?
- Types of Loops .
- Detail brief about Types of Loops.
Question: What is Java Loops ?
Ans: Loops in Java ko hum samjh sakte hain ek aise tarika jahan hum ek ya ek se zyada commands ko baar-baar chalane ke liye istemal karte hain. Loops ki madad se hum ek set of instructions ko bar-bar execute kar sakte hain jab tak koi condition sahi ho.

First of all let me discuss about for loops - - - - - - - ---------
for(initialisation; condition; updation) {
//do something
}
Ab maan lete hai hame 100 bar hello world print krana hai loop se to ham kya karenge phle ham ek counter variable le lenge jo ki ek integer type se ho skta hai , initialisation stage me ham kab se start krna chah rhe hai loop ko, yaani man lete hai ham 10 se start krenge aur 100 tk hello world print ka loop chalayenge to wo print 90 time hi hoga .
ab ham kya krenge kyo ki hamne maan lete hai counter variable 0 se start kiya hua hai , ek bar counter variable print hone ke bad 1+ kr denge , update kr denge 1 jise updation kaha jata hai
ab ham kya krenge kyo ki hamne maan lete hai counter variable 0 se start kiya hua hai , ek bar counter variable print hone ke bad 1+ kr denge , update kr denge 1 jise updation kaha jata hai
Hamne yaha likha hai counter < 100 counter less than se mtlb hai ye 100 pe jake condition terminate ho jayegi aur 100 ke upr ye looop print nhi krega !!!
Yaha hamne for(int counter = 0; counter <11, counter++) {
lagaya hai , phle hamne pdha tha counter + 1 lekin ham yaha counter ++ kyu laga rhe ?
ise increment operators kehte hai iska kaam v kam + 1 hota hai jise ham short me likh rhe
Example: hello word ham 10 bar print krna chah rhe zero se to
ise increment operators kehte hai iska kaam v kam + 1 hota hai jise ham short me likh rhe
Example: hello word ham 10 bar print krna chah rhe zero se to
package HelloWorld;
import java.util.Scanner;
public class LearningJava {
public static void main(String[] args) {
for(int i = 0; i < 10; i = i + 1) {
System.out.println("hello");
}
}
}
ye hamara code hai jaha for(int i = 0; i < 10; i = i + `) {
isme ek integer variable liya hai jo ki 0 se print hona start ho rha i < 10 ka mtlb hai terminate hoke printing jab i ki value 10 se kam hogi , last me i = i + 1 dala hai iska mtlb hai updation i ke saath 1 plus krte ja rhe ham jab tk ki terminate na ho jaye , yaha jaise hi 10 tk hoga ham ruk jayenge lekin 9 tk print krna hai zero se

While Loop - - - - - - - - - -
package HelloWorld;
import java.util.Scanner;
public class LearningJava {
public static void main(String[] args) {
int i = 0;
while (i < 10) {
System.out.println(i);
i = i+1;
}
}
}
Comments
Post a Comment